Lakshmi chalisa in english – text in english

For all our readers of mytempletrips, please find below Shri Lakshmi chalisa in english which you can download and keep it for your refrence.

Shri Lakshmi Chalisa in English

॥ Doha ॥
Maatu Lakshmi Kari Kripa,Hridaya Mein Vaas।

Manokamna Siddha Kari,Paruvahu Meri Aas॥

॥ Sortha ॥
Yahi Mor Ardas,Hath Jod Vinati karun।

Sab Vidhi Karau Suvas,Jai Janani Jagadambika।

॥ Chaupai ॥
Sindu Suta Main Sumirau Tohi।Gyan, Buddhi, Vidya Do Mohi॥

Tum Samaan Nahi Koi Upkari।Sab Vidhi Puravahu Aas Hamari॥

Jai Jai Jagat Janani Jagadamba।Sabaki Tum Hi Ho Avalamba॥

Tum Hi Ho Sab Ghat Ghat Vaasi।Vinati Yahi Hamari Khaasi॥

Jagajanani Jai Sindhu Kumari।Dinan ki Tum Ho Hitakari॥

Vinavaun Nitya Tumahin Maharani।Kripa Karau Jaga Janani Bhavani॥

Kehi Vidhi Stuti Karaun Tihari।Sudhi Lijai Aparadh Bisari॥

Kripa Drishti Chitavavo Mam Ori।Jaga Janani Vinati Sun Mori॥

Gyan Buddhi Jai Sukh Ki Data।Sankat Haro Hamari Mata॥

Kshirasindhu Jab Vishnu Mathayo।Chaudah Ratna Sindhu Mein Payo॥

Chaudah Ratna Mein Tum Sukharasi।Seva Kiyo Prabu Bani Dasi॥

Jab Jab Janma Jahan Prabhu Linha।Roop Badal Tahan Seva Kinha॥

Svayan Vishnu Jab Nar Tanu Dhara।Linheu Avadhapuri Avatara॥

Tab Tum Pragat Janakapur Mahin।Seva Kiyo Hridaya Pulakahin॥

Apanaya Tohi Antaryami।Vishva Vidit Tribhuvan Ki Swami॥

Tum Sam Prabal Shakti Nahin Aani।Kahan Lau Mahima Kahaun Bakhani॥

Man Kram Vachan Karai Sevakai।Man Ichchhita Vanchhit Phal Pai॥

Taji Chhal Kapat Aur Chaturai।Pujahin Vividh Bhanti Man Lai॥

Aur Haal Main Kahaun Bujhai।Jo Yah Paath Karai Man Lai॥

Tako Koi Kashta Noi।Man Ichchhita Pavai Phal Soi॥

Trahi Trahi Jai Dukh Nivarini।Trividh Taap Bhav Bandhan Harini॥

Jo Chalisa Pade Padave।Dhyana Lagakar Sunai Sunavai॥

Takau Koi Na Rog Satavai।Putra Aadi Dhan Sampatti Pavai॥

Putrahin Aru Sampatti Hina।Andh Badhir Kodhi Ati Dina॥

Vipra Bolaya Kai Paath Karavai।Shanka Dil Mein Kabhi Na Lavai॥

Paath Karavai Din Chalisa।Ta Par Kripa Karain Gaurisa॥

Sukh Sampatti Bahut Si Pavai।Kami Nahin Kaahu Ki Avai॥

Barah Maas Karai Jo Puja।Tehi Sam Dhanya Aur Nahin Duja॥

Pratidin Paath Karai Man Mahin।Un Sam Koi Jag Mein Kahun Naahin॥

Bahuvidhi Kya Mai Karaun Badai।Leya Pariksha Dhyana Lagai॥

Kari Vishvas Karai Vrat Nema।Hoy Siddha Upajai Ur Prema॥

Jai Jai Jai Lakshmi Bhavani।Sab Mein Vyapita Ho Gun Khaani॥

Tumharo Tej Prabal Jag Mahin।Tum Sam Kou Dayalu Kahun Naahin॥

Mohi Anath Ki Sudhi Ab Lijai।Sankat Kaati Bhakti Mohi Dijai॥

Bhul Chuk Kari Kshama Hamari।Darshan Dajai Dasha Nihari॥

Bin Darshan Vyakul Adhikari।Tumahi Achhat Dukh Sahate Bhaari॥

Nahin Mohin Gyan Buddhi Hai Tan Mein।Sab Janat Ho Apane Man Mein॥

Roop Chaturbhuja Karake Dharan।Kashta Mor Ab Karahu Nivaran॥

Kehi Prakar Main Karaun Badai।Gyan Buddhi Mohin Nahin Adhikai॥

॥ Doha ॥
Trahi Trahi Dukh Harini,Haro Vegi Sab Tras।

Jayati Jayati Jai Lakshmi,Karo Shatru Ko Naash॥

Ramdas Dhari Dhyan Nit,Vinay Karat Kar Jor।

Maatu Lakshmi Daas Par,Karahu Daya Ki Kor॥


Benefits of Shri Lakshmi Chalisa

Ma Lakshmi is one of the deities who are worshiped the most in Kalyug.

By worshiping Lakshmi ji daily, poverty never comes in one’s life. Lakshmi ma is considered the goddess of wealth and prosperity. Ma Lakshmi appeared through the churning of the ocean.

During the churning of the ocean, the deities got 14 gems, one of which was Lakshmi. Ma Lakshmi had an urn full of money in one hand and the other hand was in fearless posture.

Reciting Lakshmi Chalisa is considered very important to please Goddess Lakshmi. Mother Lakshmi becomes happy by this.

By reading Lakshmi Chalisa, the poverty of a man ends forever. By reciting this Chalisa regularly, the defects of the planet Venus are removed and the pain caused by the planet Venus goes away.

Due to which one gets wealth, happiness and prosperity. By reciting Chalisa of Lakshmi ji, wishes are also fulfilled.

So we have provided this text Ma Laxmi chalisa in english. Hope this is helpful!

If you are looking for Hindi translation, plesae click here.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

error: Content is protected !!